Type Here to Get Search Results !

Shayaricafe.com All Posts

Mirza Ghalib Shayari in Hindi Fonts | Mirza Ghalib ki Shayari

इस पोस्ट में आप को Urdu ShayariMirza Ghalib Shayari in Hindi Fonts | Mirza Ghalib ki Shayari के इसके अलावा girlfriend / Wife / Boyfriend / Husband / Dosti पर shayari या को मानाने या तारीफ के लिए हिंदी में शायरी ,urdu में शायरी, Best Two Line /4 Line shayari collection ever ,व्हात्सप्प स्टेटस shayari, shayri sangrah मिलेगा जिसे आप सब whatsapp status InstaGram और facebook status पे share कर सकते है
**************************



 Mirza ghalib ki shayari

 Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...


Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...



  Mirza Ghalib famous shayari in hindi

 कासिद  के आते आते खत एक और लिख रखूँ
मैं जानता हूँ जो वो लिखेंगे जवाब में

कब से हूँ क्या बताऊँ, जहान-ए-खराब में
शब हाये हिज्र को भी रखूं गर हिसाब में

मुझ तक कब उनकी बज़्म में, आता था दौर-ए-जाम
साकी ने कुछ मिला ना दिया हो शराब में

ता-फिर ना इंतज़ार में नींद आये उम्र भर
आने का अहद कर गये, आये जो ख्वाब में

ग़ालिब छुटी शराब, पर अब भी कभी कभी
पीता हूँ रोज़-ए-अब्र-ओ-शब-ए-माहताब में


Best shayari of Mirza Ghalib

 Koi Ummeed Bar Nahin Aati
Koi Surat Nazar Nahin Aati

Maut Ka Ek Din Muayyan Hai
Nind Kyun Raat Bhar Nahin Aati

Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi
Ab Kisi Baat Par Nahin Aati

Jaanta Hoon Sawaab-E-Taat-O-Zahad
Par Tabiyat Idhar Nahin Aati

Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hoon
Warna Kya Baat Kar Nahin Aati

Kyun Na Chikhoon Ki Yaad Karte Hain
Meri Aawaaz Gar Nahin Aati

Daag-E-Dilagar Nazar Nahin Aata
Bu Bhi Ai Chaaragar Nahin Aati

Ham Wahaan Hain Jahaan Se Ham Ko Bhi
Kuch Hamaari Khabar Nahin Aati

Marte Hain Aarzu Main Marne Ki
Maut Aati Hai Par Nahin Aati

Kaaba Kis Munh Se Jaaoge ‘Ghalib’
Sharm Tumko Magar Nahinaati



Mirza Ghalib  #Shayari in Hindi Fonts
दो मशहूर शायरों के अपने-अपने अंदाज…
पहले मिर्ज़ा गालिब :-
– “उड़ने दे इन परिंदों को आज़ाद फिजां में ‘गालिब’
जो तेरे अपने होंगे वो लौट आएँगे…”

शायर इकबाल का उत्तर :-
– “ना रख उम्मीद-ए-वफ़ा किसी परिंदे से …
जब पर निकल आते हैं …
तो अपने भी आशियाना भूल जाते हैं…”
************************************************
अगर आपको Mirza Ghalib Shayari in Hindi Fonts | Mirza Ghalib ki Shayari अच्छा लगा हो तो Comment कमेन्ट करना न भूले और जरुर Facebook और Whatsapp Status पर Like और Share कीजिये । अगर आपके पास और अच्छे Urdu Shayari के इसके अलावा girlfriend / Wife / Boyfriend / Husband / Dosti पर shayari या को मानाने या तारीफ के लिए हिंदी में शायरी ,urdu में शायरी, Best Two Line /4 Line shayari collection ever ,व्हात्सप्प स्टेटस shayari, shayri sangrah हो तो जरुर नीचे कमेंट बॉक्स में जाएँ और कमेन्ट के मध्यम से भजे हम उसे www.Shayaricafe.com में शामिल करेगे । आप सब whatsapp status InstaGram और facebook status पे share कर सकते है
*******************************************

Post a Comment

2 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.